Ye zindagi ki mehfil, mehfil mein hum akele. Daaman ko koi thaame, zulfon se koi khele. Aa jaa re aa zaraa, laharaa ke aa zaraa. Aankhon se dil mein samaa. Aa jaa re aa zaraa. Dekh fizaa mein rang bha...
51 letras de Músicas de Mohammed Rafi: Baixar MP3, Significado, etc.
Conheça as 51 letras de músicas de Mohammed Rafi cadastradas no nosso site. Clique em cada uma delas para acessar detalhes diversos.
1. Aa Jaa Re Aa Zaraa 2. Aa Zara Mere Humnasheen Aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le. Aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le. Zindagi se bhaag kar aaya hoon main mujhe thaam le. Aa zara mere humnasheen. Apni hasti se khud main p...3. Aai, AaI Yaa Karoon Main Kya Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo. Ho gaya dil mera sukoo, sukoo. Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo. Koyi mastana kahe koyi deewana kahe, koyi parwana kahe jaane ko beqaraar. Chaahat k...4. Aaj KI Raat Mere Ye raat jaise dulhan ban gai hai chiraagon se. Karoonga ujaalaa main dil ke daagon se. Aaj ki raat mere, dil ki salaamii le, le. Dil ki salaamii le, le. Kal teri bazm se divaana chalaa jaaegaa. Shamma...5. Aaj PuraanI Raahon Se Aaj puraani raahon se koi mujhe aawaaz na de. Dard mein dubey geet na de gham ka sisakta saz na de. Beete dinon ki yaad thi jinmein maein woh tarane bhool chuka. Aaj nai manzil hai meri, kal ke thikaa...6. Aaja, Aaja Mein Hun Pyar Tera M aaja, aaja mein hun pyar tera, Allah, allah inkaar tera. Ooo oo aaja aah, aah aaja. M tumpe hazaron ki aankhen, chahiye tumko sahara, Palkon mein aavun chupalun, naazuk tan yeh tumhara. Ooo oo aaja...7. Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche Aajkal tere mere pyar ke charche har zubaan par. Sab ko maloom hai aur sabko khabar ho gayi. Humne to pyar mein aisa kaam kar liya. Pyar ki raah mein apna naam kar liya. Aajkal tere mere. Do badan ek...8. Aane Se Uske Aane se uske aaye bahaar, jaane se uske jaaye bahaar. Badi mastaani hai meri mehbooba. Meri zindagaani hai merii mehbooba. Gunagunaae aise jaise bajate hon ghungharoo kahin pe. Aake parvaton se, jaise...9. Aapake Hasin Ruk Aapake hasin ruk pe aaj nayaa nuur hai. Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai. Aapaki nigaah ne kahaa to kuchh zuruur hai. Meraa dil machal gayaa to meraa kyaa qusuur hai. Khuli laton ki cha...10. Aasmaan Se Aaya Farishta : o jaaneman dilara, ek nazar idhar bhi. Aasmaan se aaya farishta pyaar ka sabak sikhlaane. Dil mein hai tasveer yaar ki laya hoon woh dikhlaane. Kaho pyaar hai tumse. F : ja, ja. O jaana kaho pyaar h...11. Aate Jaate Hue Main Aate jaate hue main sab pe nazar rakhataa hoon. Aate jaate hue main sab pe nazar rakhataa hoon. Naam Abdul hai mera, kyaa?. Ho, naam Abdul hai mera, sab ki khabar rakhataa hoon. Naam Abdul hai mera, s...12. Ab Kya Misaal Doon Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki. Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki. Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor. Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor. Gardan hai ek jhu...13. Affoo Khudaa! Affoo khudaa!. Vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah, vaah. Is deevaane dil ne kya jaadu chalaaya. Tumko hum pe pyaar aaya, pyaar aaya. Oy, humko tum pe pyaar aaya, pyaar aaya. Affoo khudaa!. Aye d...14. AI Phoolon KI Rani Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika, Tera muskurana gazab hogaya, Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai, Nazar kaa milana gazab ho gaya. Tere hont kya hai, gulaabi kanwal hai, Yeh do patiyan,...15. AjI Humse Bachkar Aji humse bachkar kahaan jaaiyegaa. Jahaan jaaiyegaa hamein paaiyegaa. Aji humse bach kar. Ye kaisa nasha hain ye kaisaa asar hain. Na kaabu mein dil hain na bas mein jigar hain. Zaraa hosh aa le to p...16. Akelaa Hoon Main Akelaa hoon main, is duniyaa mein. Koee saathee hai, to meraa saayaa. Na to parawaanaa, aaur naa diwaanaa, main kisee mehfil kaa. Sunee, sunee raahen thaamatee hain baahen, gham kise manzil kaa. Mai t...17. Akele Hain Chale Aao Akele hain chale aao jahaan ho. Akele hain chale aao jahaan ho. Kahaan aawaaz den tumko kahaan ho. Akele hain chale aao jahaan ho. Tumhen ham dhoondhte hain hamen dil dhoondhtaa hai. Tumhen ham dhoond...18. An Evening In Paris Aji aisa mauka phir kahan milega. Hamare jaisa dil kahan milega. Aao tumko dikhlata hun paris ki ek rangeen sham. Dekho, dekho, dekho, dekho, dekho. An evening in paris. Dekho ye pariyon ki toli. Meet...19. Apna Hai Tu Begaana Nahin Apna hai tu begaana nahin. Maine tujhe pahchaana nahin. Apna hai tu begaana nahin. Maine tujhe pahchaana nahin. Ye sach hai afsaana nahin. Maine tujhe pahchaana nahin. Aankhe na jaanen kinka nasha hai...20. ApnI Aankhon Mein Basaa Kar Apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon. Jee mein aata hai ke jee bhar ke tujhe pyaar karoon. Apni aankhon mein basaa kar koyi iqraar karoon. Maine kab tujhse zamaane ki khushi maangi hai. Ek h...21. Aur Kuchh Der Thahar Aur Kuchh Der na Jaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa. Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa. Aur kuchh der thahar. Raat baaqi hai abhi raat mein ras baaqi hai. Paake tujhko tujhe paane ki hawas baaqi hai. Au...22. Aye Gulbadan, Aye Gulbadan Aye gulbadan, aye gulbadan. Phoolon ki mehak kaanton ki chubhan. Tujhe dekh ke kehta hai mera man. Kahin aaj kisise mohabbat na ho jaaye. Kya haseen mod par aa gayi zindgani. Ki haqeeqat na ban jaaye...23. Baar, Baar Dekho Baar, baar dekho, hazar baar dekho, Ke dekh ne ki cheez hai hamari dilruba, Taali ho, taali ho, taali ho, taali ho. Haan ji haan, aur bhi honge dil daar yahan, Lakhon dilon ki bahaar yahan, Par yeh ba...24. BaazI KisI ne Pyaar Ki Ek pyaasa tujhe maikhaana diye jaata hai. Jaate-jaate bhi ye nazaraana diye jaata hai. Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di. Jaise guzar saki ye shab-e-ghum guzaar di. Baazi kisi ne. Saahil karega...25. Badan Pe Sitaare Badan pe sitaare lapate huye. O jaane tamanna kidhar ja rahi ho. Zara paas aayo, to chain aa jaaye. Hameiin jab na honge to aye dilrubaan. Kise dekh kar haaye sharmaayo gi. Na dekhogi phir tum kabhi a...26. BadI Door Se Aaye Hain Badi door se aaye hain, Pyaar ka tohfa laaye hain. Apnaalo ya thukra do, Pyaar ka tohfa laaye hain. Badi door se aaye hain. Jo dilon ke naate hain, woh jode nahin jaate. Jo dilon ke naate hain, woh jo...27. Bahaaron Phool Barsaao Bahaaron phool barsaao, mera mehboob aaya hai. Mera mehboob aaya hai. Hawaaon raagini gaao, mera mehboob aaya hai. Mera mehboob aaya hai. O laali phool ki mehndi laga in gore haathon mein. Utar aa ae...28. BharI Duniyaa Mein Bhari duniyaa mein aakhir dil ko samajhaane kahaan jaaen. Mohabbat ho gai jinako vo divaane kahaan jaaen. Lage hain shammaa par pahare zamaane ki nigaahon ke. Jinhen jalane ki hasarat hai vo paravaane...29. Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen yahoo! yahoo!. (chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe. hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare) (2). chaahe koyi mujhe junglee kahe. yahoo! yahoo!. (mere seene mein bhi di...30. Jaan Pehechan Ho Jaan pehechan ho, Jeena aasaan ho, Dil ko churane walon, Aankh na churavo, Naam tho batavo. Aaj ki yeh shaam javan, Yun na chali jaaye, Aaj ki yeh shaam javan, Yun na chali jaaye, Phir se na aayegi ye...31. John JanI Janardhan John jani janardhan tara ram pam, pam, pam, pam. Sahib ne bulwaya, hazir hoon mein aya. Hoon yaron ka mein yar, dushmano ka dushman. Dekh dana dan. John jani janardhan. Ye teeno nam hai mere, allah, j...32. Kahin Aisa Na Ho Tun Kahin Aisa Na Ho Tum, Ajnabi Raahon Mein Khojaavo, Mere Saathi Meri, Awaaz Ke Piche Chale Aavo. Chale Aavo. Chale Aavoo. Pareshan Zindagi Ko, Afatab, Sahil Nazar Aaye, Mujeh Phir Pyaar Ki Khoyi Huvi,...33. Kaun HaI Jo Sapnon Mein Aaya Kaun hai jo sapnon mein aaya. Kaun hai jo dil mein samaaya. Lo jhuk gaya aasmaan bhi. Ishq mera rang laya. O priya, o priya. Zindagi ke har ek mod pe mein. Geet gaata chala ja raha hoon. Bekhudi ka ye...34. Khoya, Khoya Chaand Khoya, khoya chaand, khula aasmaan, aankhon mein saari raat jaayegi. Tumko bhi kaise neend aayegi. Khoya, khoya chaand. Masti bhari hawa jo chali, khil, khil gayi yeh dil ki kali. Mann ki gali mein ha...35. Khuda BhI Aasmaan Se Khuda bhi aasmaan se jab zameen par dekhta hoga. Mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga. Khuda bhi aasmaan se. Mussbir khud pareshaan hai ke yeh tasveer kiski hai. Banogi jisski tum aisi haseen taqd...36. Khush Rahe Tu Sada Teri shaadi pe dun tujhko tohfa mein kya. Pesh karta hun dil ek toota hua. Khush rahe tu sada, yeh dua hai meri. Bewafa hi sahi, dilruba hai meri. Khush rahe. Jaa main tanha rahoon tuj ko mehefil mile...37. KisI na KisI Se Kisi na kisi se kabhi na kabhi. Kahin na kahin dil lagaanaa padegaa. Ek se ek hasin chehare hain. Kis-kis ko main dekhoon. Kisko inamen apanaa samajhoon. Aur sang main apane le loon. Koi rangili chhai...38. Kisko Pyaar Karun Kiss, kiss, kiss. Kisko, kisko, kisko pyaar karun. Kaise pyaar karun. Tu bhi hai, yeh bhi hai. Woh bhi hai, haaye!!. Kisko pyaar karun. Mere liye to ho gayi mushkil. Kaise baantu, ek mera dil haaye. M...39. KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon Falaq se tod kar dekho sitaare dekho log laaye hain. Magar main wo nahin laayaa jo saare log laaye hain. Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye. Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon mai...40. Kya Hua Tera Waada Kya hua tera waada woh kasam woh iraada. Bhoolega dil jis din tumhe, voh din zindagi ka aakhri din hoga. Kya hua tera waada woh kasam woh iraada. Yaad hai mujhko tune kaha tha, tumse nahin roothengey...41. Lal Chadi Lal chadi maidaan khadi, Kya khoob ladi, kya khoob ladi, Hum dil se gaye, hum jaan se gaye, Bas aankh mili aur baat badi. O theeke, theeke do naina, Us shoukh se aankh milana tha, Deni thi qayamat ko...42. Likhe Jo Khat Tujhe Likhe jo khat tujhe woh teri yaad mein hazaaron rang ke nazaare ban gaye. Sawera jab huya to phool ban gaye, jo raat aayi to sitaare ban gaye. Koyi nagma kahin goonja kahan dil mein yeh tu aayi. Kahin...43. Maan Mera Ehsaan Maan mera ehsaan arre naadaan ke. Maine tujhse kiya hai pyaar, Maine tujhse kiya hai pyaar. Meri nazar ki dhoop na bharti roop. To hota husn tera bekaar. Maine tujhse kiya hai pyaar. Maan mera ehsaan....44. Maang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle) F: Maang ke saath tumhara. Maine maang liya sansaar. M: Maang ke saath tumhara. Maine maang liya sansaar. M: Ho. F: Aaa. F: Dil kahein dildaar mila, Hum kahen humein pyaar mila. M: Pyaar mila humein y...45. Main Ek Raaja Hoon Main ek raaja hoon, tu ek raani hai. Prem nagar ki yeh ek sunder prem kahaani hai. Kya hoti hai prem kahaani. Yeh bhi tu naadaan na jaani. Kitni pyaari, pyaari teri yeh naadaani hai. Main ek raaja hoo...46. Main Gaaoon Tum So Jaao Main gaaoon tum so jaao. Sukh sapanon mein kho jaao. Main gaaoon tum. Maana aaj ki raat hai lambi. Maana din tha bhaari. Par jag badalaa badalegi. Ek din taqdeer humaari. Us din ke khwaab sajaao. Main...47. Main Jutt Yamala Pagala Deewaana Main jutt yamala pagala deewaana. O rabba itti si baat na jaana. Ke, ke, ke o mainnu pyaar karti hai. Saade utte o marti hai. Usane to kaha har baat ko ishaare mein. Diyaa bhi jalaa ke rakha raaton ko...48. Main Kahin KavI Naa Ban Jaaoo Main kahin kavi naa ban jaaoo, tere pyaar mein aye kavita. Tujhe dil ke aaine mein, maine baar, baar dekhaa. Teree akhdiyon mein dekhaa, to chhalakataa pyaar dekhaa. Teraa dard maine dekhaa, to jigar...49. Main ZindagI Kaa Saath Main zindagi kaa saath nibhataa chalaa gaya. Har fikr ko dhuen mein udataa chalaa gaya. Barbaadiyon kaa sog manaanaa fizuul thaa. Barbaadiyon kaa jashn manaataa chalaa gaya. Main zindagi. Jo mil gayaa...50. Yeh Mera Prem Patr Meherbaan likhoon, haseena likhoon, ya dilrooba likhoon. Hairaan hoon ke aap ko is khat mein kya likhoon. Yeh mera prem patr padh kar. Ke tum naaraaz na hona. Ke tum meri zindagi ho, Ke tum meri banda...51. Yeh Parda Hata do (feat. Asha Bhosle) M: Yeh parda hata do, zara mukhda dikha do. Hum pyaar karne waale hai, koi ghair nahin. Arre, hum tum pe marne waale hai koi ghair nahin. F: O majnu ke nana mere peechhe na aana. Jaa pyaar karne waale...
