Letra da Música KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon de Mohammed Rafi
Que bom que você chegou até aqui!
Veja abaixo a letra da música que separamos para você!
Falaq se tod kar dekho sitaare dekho log laaye hain
Magar main wo nahin laayaa jo saare log laaye hain
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Aaj chhalkaa hai khushiyon se dil ka paimaanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Sabhi ke dilon ko ye dhadkaa rahaa hai
Samaan saaz-e-dil pe ghazal gaa rahaa hai
Sabhi ke dilon ko ye dhadkaa rahaa hai
Samaan saaz-e-dil pe ghazal gaa rahaa hai
Saari baaten ruk gayin hain
Sabki aankhen jhuk gayin hain
Teri mehfil mein aayaa shaayar koyi mastaanaa tere liye
Teri mehfil mein aayaa shaayar koyi mastaanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Tujhe dushmanon ki nazar lag na jaaye
Rahen door tujhse sadaa gham ke saaye
Tujhe dushmanon ki nazar lag na jaaye
Rahen door tujhse sadaa gham ke saaye
Gungunaaye tu hameshaa
Muskuraaye tu hameshaa
Gulshan ban jaaye ummeedon kaa har ik veeraanaa tere liye
Gulshan ban jaaye ummeedon kaa har ik veeraanaa tere liye
Koyi nazraanaa le kar aayaa hoon main deewaanaa tere liye
Aaj chhalkaa hai khushiyon se dil ka paimaanaa… tere liye

Outras Músicas de Mohammed Rafi
Conheça aqui outras músicas de Mohammed Rafi que você poderá gostar.
Aa Jaa Re Aa ZaraaAa Zara Mere HumnasheenAai, AaI Yaa Karoon Main KyaAaj KI Raat MereAaj PuraanI Raahon SeAaja, Aaja Mein Hun Pyar TeraAajkal Tere Mere Pyar Ke CharcheAane Se UskeAapake Hasin RukAasmaan Se Aaya FarishtaAate Jaate Hue MainAb Kya Misaal DoonAffoo Khudaa!AI Phoolon KI RaniAjI Humse BachkarAkelaa Hoon MainAkele Hain Chale AaoAn Evening In ParisApna Hai Tu Begaana NahinApnI Aankhon Mein Basaa KarAur Kuchh Der Thahar Aur Kuchh Der na JaaAye Gulbadan, Aye GulbadanBaar, Baar DekhoBaazI KisI ne Pyaar KiBadan Pe SitaareBadI Door Se Aaye HainBahaaron Phool BarsaaoBharI Duniyaa MeinChahe Mujhe Koi Junglee KahenJaan Pehechan HoJohn JanI JanardhanKahin Aisa Na Ho TunKaun HaI Jo Sapnon Mein AayaKhoya, Khoya ChaandKhuda BhI Aasmaan SeKhush Rahe Tu SadaKisI na KisI SeKisko Pyaar KarunKya Hua Tera WaadaLal ChadiLikhe Jo Khat TujheMaan Mera EhsaanMaang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle)Main Ek Raaja HoonMain Gaaoon Tum So JaaoMain Jutt Yamala Pagala DeewaanaMain Kahin KavI Naa Ban JaaooMain ZindagI Kaa SaathYeh Mera Prem PatrYeh Parda Hata do (feat. Asha Bhosle)
Baixar Música KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon (Mohammed Rafi) em MP3
Você pode baixar (fazer o download) ou ouvir diretamente a música KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon de Mohammed Rafi no seu celular ou computador através do player abaixo.
Ouvir "KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon"na Amazon Music UnlimitedOuvir "KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon"
na Amazon Music UnlimitedBaixar Música Agora!
Ficha Técnica da Música KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon
| Número de Palavras | 178 |
| Número de Letras | 1136 |
| Intérprete | Mohammed Rafi |
Na tabela acima você vai encontrar dados técnicos sobre a letra da música KoI Nazraanaa Le Kar Aaya Hoon de Mohammed Rafi.