Letra da Música Aa Zara Mere Humnasheen de Mohammed Rafi
Que bom que você chegou até aqui!
Veja abaixo a letra da música que separamos para você!
Aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le
Aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le
Zindagi se bhaag kar aaya hoon main mujhe thaam le
Aa zara mere humnasheen...
Apni hasti se khud main pareshaan hoon
Jiski manzil nahin aisa insaan hoon
Apni hasti se khud main pareshaan hoon
Jiski manzil nahin aisa insaan hoon
Main kahaan tha kahaan se kahaan aa gaya
Kya se kya ho gaya main bhi hairaan hoon
Aa zara mere humnasheen...
Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya
Ab na royenge hum roshni ke liye
Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya
Ab na royenge hum roshni ke liye
Dil ka sheesha jo toota to ghum kyon kare
Dard kaafi hai bas zindagi ke liye
Aa zara mere humnasheen...
Raat aati rahi raat jaati rahi
Mere ghum ka na lekin savera hua
Raat aati rahi raat jaati rahi
Mere ghum ka na lekin savera hua
Apne, apne naseebon ki baatein hain ye
Jo mila humko uska bahot shukariya
Aa zara mere humnasheen...
Aa zara mere humnasheen thaam le mujhe thaam le
Zindagi se bhaag kar aaya hoon main mujhe thaam le
Aa zara mere humnasheen...
Apni hasti se khud main pareshaan hoon
Jiski manzil nahin aisa insaan hoon
Apni hasti se khud main pareshaan hoon
Jiski manzil nahin aisa insaan hoon
Main kahaan tha kahaan se kahaan aa gaya
Kya se kya ho gaya main bhi hairaan hoon
Aa zara mere humnasheen...
Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya
Ab na royenge hum roshni ke liye
Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya
Ab na royenge hum roshni ke liye
Dil ka sheesha jo toota to ghum kyon kare
Dard kaafi hai bas zindagi ke liye
Aa zara mere humnasheen...
Raat aati rahi raat jaati rahi
Mere ghum ka na lekin savera hua
Raat aati rahi raat jaati rahi
Mere ghum ka na lekin savera hua
Apne, apne naseebon ki baatein hain ye
Jo mila humko uska bahot shukariya
Aa zara mere humnasheen...
Outras Músicas de Mohammed Rafi
Conheça aqui outras músicas de Mohammed Rafi que você poderá gostar.
Aa Jaa Re Aa ZaraaAai, AaI Yaa Karoon Main KyaAaj KI Raat MereAaj PuraanI Raahon SeAaja, Aaja Mein Hun Pyar TeraAajkal Tere Mere Pyar Ke CharcheAane Se UskeAapake Hasin RukAasmaan Se Aaya FarishtaAate Jaate Hue MainAb Kya Misaal DoonAffoo Khudaa!AI Phoolon KI RaniAjI Humse BachkarAkelaa Hoon MainAkele Hain Chale AaoAn Evening In ParisApna Hai Tu Begaana NahinApnI Aankhon Mein Basaa KarAur Kuchh Der Thahar Aur Kuchh Der na JaaAye Gulbadan, Aye GulbadanBaar, Baar DekhoBaazI KisI ne Pyaar KiBadan Pe SitaareBadI Door Se Aaye HainBahaaron Phool BarsaaoBharI Duniyaa MeinChahe Mujhe Koi Junglee KahenJaan Pehechan HoJohn JanI JanardhanKahin Aisa Na Ho TunKaun HaI Jo Sapnon Mein AayaKhoya, Khoya ChaandKhuda BhI Aasmaan SeKhush Rahe Tu SadaKisI na KisI SeKisko Pyaar KarunKoI Nazraanaa Le Kar Aaya HoonKya Hua Tera WaadaLal ChadiLikhe Jo Khat TujheMaan Mera EhsaanMaang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle)Main Ek Raaja HoonMain Gaaoon Tum So JaaoMain Jutt Yamala Pagala DeewaanaMain Kahin KavI Naa Ban JaaooMain ZindagI Kaa SaathYeh Mera Prem PatrYeh Parda Hata do (feat. Asha Bhosle)
Baixar Música Aa Zara Mere Humnasheen (Mohammed Rafi) em MP3
Você pode baixar (fazer o download) ou ouvir diretamente a música Aa Zara Mere Humnasheen de Mohammed Rafi no seu celular ou computador através do player abaixo.
Ouvir "Aa Zara Mere Humnasheen"na Amazon Music UnlimitedOuvir "Aa Zara Mere Humnasheen"
na Amazon Music UnlimitedBaixar Música Agora!
Ficha Técnica da Música Aa Zara Mere Humnasheen
| Número de Palavras | 150 |
| Número de Letras | 875 |
| Intérprete | Mohammed Rafi |
Na tabela acima você vai encontrar dados técnicos sobre a letra da música Aa Zara Mere Humnasheen de Mohammed Rafi.
