Letra da Música Ab Kya Misaal Doon de Mohammed Rafi
Que bom que você chegou até aqui!
Veja abaixo a letra da música que separamos para você!
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki
Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui daali gulab ki
Ab kya misaal doon...
Gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe
Chhule kadam to jhukke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama aaftab ki
Ab kya misaal doon...
Deewar-o-dar ka rang, yeh aanchal, yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi jannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon...
Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki
Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui daali gulab ki
Ab kya misaal doon...
Gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe
Chhule kadam to jhukke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama aaftab ki
Ab kya misaal doon...
Deewar-o-dar ka rang, yeh aanchal, yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi jannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon...
Outras Músicas de Mohammed Rafi
Conheça aqui outras músicas de Mohammed Rafi que você poderá gostar.
Aa Jaa Re Aa ZaraaAa Zara Mere HumnasheenAai, AaI Yaa Karoon Main KyaAaj KI Raat MereAaj PuraanI Raahon SeAaja, Aaja Mein Hun Pyar TeraAajkal Tere Mere Pyar Ke CharcheAane Se UskeAapake Hasin RukAasmaan Se Aaya FarishtaAate Jaate Hue MainAffoo Khudaa!AI Phoolon KI RaniAjI Humse BachkarAkelaa Hoon MainAkele Hain Chale AaoAn Evening In ParisApna Hai Tu Begaana NahinApnI Aankhon Mein Basaa KarAur Kuchh Der Thahar Aur Kuchh Der na JaaAye Gulbadan, Aye GulbadanBaar, Baar DekhoBaazI KisI ne Pyaar KiBadan Pe SitaareBadI Door Se Aaye HainBahaaron Phool BarsaaoBharI Duniyaa MeinChahe Mujhe Koi Junglee KahenJaan Pehechan HoJohn JanI JanardhanKahin Aisa Na Ho TunKaun HaI Jo Sapnon Mein AayaKhoya, Khoya ChaandKhuda BhI Aasmaan SeKhush Rahe Tu SadaKisI na KisI SeKisko Pyaar KarunKoI Nazraanaa Le Kar Aaya HoonKya Hua Tera WaadaLal ChadiLikhe Jo Khat TujheMaan Mera EhsaanMaang Ke Saath Tumhara (feat. Asha Bhosle)Main Ek Raaja HoonMain Gaaoon Tum So JaaoMain Jutt Yamala Pagala DeewaanaMain Kahin KavI Naa Ban JaaooMain ZindagI Kaa SaathYeh Mera Prem PatrYeh Parda Hata do (feat. Asha Bhosle)
Baixar Música Ab Kya Misaal Doon (Mohammed Rafi) em MP3
Você pode baixar (fazer o download) ou ouvir diretamente a música Ab Kya Misaal Doon de Mohammed Rafi no seu celular ou computador através do player abaixo.
Ouvir "Ab Kya Misaal Doon"na Amazon Music UnlimitedOuvir "Ab Kya Misaal Doon"
na Amazon Music UnlimitedBaixar Música Agora!
Ficha Técnica da Música Ab Kya Misaal Doon
| Número de Palavras | 86 |
| Número de Letras | 510 |
| Intérprete | Mohammed Rafi |
Na tabela acima você vai encontrar dados técnicos sobre a letra da música Ab Kya Misaal Doon de Mohammed Rafi.
